Bezubaan Phir Se Lyrics - ABCD 2

02:13 Unknown 0 Comments




Singer:  Vishal Dadlani, Anushka Manchanda, Madhav Krishna

MusicSachin-Jigar

LyricsMayur Puri

Music Label: Zee Music Company


Lyrics

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hain
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Na roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitne hai zor tu lagaa le magar
Hans ke kat jaayenge, na jhukega yeh sar

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaantein hain
Na roke rukun tu gira, main uthun..

Regzaaron mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon mein phir bhi
Khaaksaaron ko khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khaamoshi meri

Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Ki ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..

Sau sawaal hain, Sau hai laanate
Mere taraano pe, Lagi hai kaalikhe

Laakh sapno ki, raakh haathon mein
Suni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni saza aur baaki

Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hain
Main bhi hun ziddi aaun kismat ke aade
Na roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu lagaa le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega yeh sar

0 comments: