Khoya Khoya - Hero
Singer: Mohit Chauhan, Priya Panchal
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Niranjan Iyenger
Music Label: T-Series
Lyrics
Teri aahaton mein jee lungaTeri chaahaton mein jee lunga
Jo pa ke bhi na pa sakun
Teri dhadkanon mein jee lunga
Phir har ghadi yeh dil tera kyun dekhe mujhe
Ki do jahaan ko pa liya ho
Pa ke tujhe main khoya khoya
Mann khoya khoya
Ja paya tujhe main khoya khoya
Ho khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya
Ho ishq hai darmiyaan
Phir kyun hain duriyaan
Na chhu sakun main.. na mud sakun
Tujhe mein kahin hun main
Phir bhi nahi hun main
Na main rukun na chal sakun
Aur ab chalein kahi door jahaan
Baahon ke nashe mein ho chur jahaan
Khoya-khoya mann khoya-khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya
Ho.. khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya-khoya
(khoya khoya..)
Aankhon se teri aankhein milaaun
Apni hi nazaron se chhupta hun main
Chaahat mein teri jaadu yeh kaisa
Banta bhi hun aur mit'ta hun main
Agar main mit bhi jaaun
Saath saath chalna mujhe
Ke do jahaaan ko pa liya ho
Pa ke tujhe main khoya khoya
Mann khoya-kkhoya
Jo paya tujhe main khoya-khoya
Ho.. khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya-khoya
0 comments: